Dushmani Shayari ( 7 )


Dushmani Shayari
 •   |   Review 1935   |  

  Sach Baat Maan Leejiye Chehre Pe Dhuul Hai Ilzaam Aaiinon Pe Lagaanaa Fazuul Hai Terii Navaazishen Hon To Kaantaa Bhii Phuul Hai Gham Bhii Mujhe Qubuul, Khushii Bhii Qubuul Hai Us Paar Ab To Koii Teraa Muntazir Nahiin Kacche Ghare Pe Tair Kar Jaanaa Fizuul Hai Jab Bhii Milaa Hai Zakhm Kaa Tohfaa Diyaa Mujhe Dushman Zaruur Hai Vo Magar Baa-Usuul Hai

  Share With
 •   |   Review 2235   |  

  Ye Keh Kr Mere Dushman Muje Hansta Chor Gai K Tere Apne Hi Kafi Ha Tuje Rulane K Liye

  Share With
 •   |   Review 1748   |  

  Jada gum jab se najare ho gaye, Gardish me hamare sitare ho gaye. Nibhayi hai kuch yaro ne dosti aisi, Ki dushman bhi dost se pyare ho gaye

  Share With
 •   |   Review 2397   |  

  Mere rone se jo nikalte h aansu khoon ke, mere dushman to talabgar h unko bhi pine ke.

  Share With
 •   |   Review 2987   |  

  Dushman ko hazaar mauke do , Ki woh tumhara dost ban jaye. Lekin dost ko ek bhi mauka mat do, Ki woh tumhara dushman ban jaye.

  Share With
 •   |   Review 1797   |  

  Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal-E-Yaar Hota, Kabhi Jaan Sadaqe Hoti Kabhi Dil Nisar Hota, Na Maza Hai Dushmani Mein Na Hai Lutf Dosti Mein, Koi Gair Gair Hota Koi Yaar Yaar Hota, Ye Maza Tha Dillagi Ka K Baraabar Aag Lagati, Na Tumhe Qaraar Hota Na Hame Qaraar Hota,

  Share With
 •   |   Review 1850   |  

  Teri ik khushi per mein nazar zindagi kardoon Doob kar andheron mein tujh pe roshni kardoon Kuch nahin siwa gham ke is dreeda daman mein Dard itna hai dil mein yeh jahan dukhi kardoon Aake bas kabhi man mein khoon e dil ki gardish mein Bhar ke tujhko sanson mein band har gali kardoon Asmaan sikhaye kya banda parwari mujh ...

  Share With


Shayari Category 706☰ View Category
× Close Category