Geet gate hai hm, Gungunate hai hm, Gayb na ho jaye mere desh ka naujawan, Hme hi toh Vande Matram, ke swar se, Jhanda lehrana hai.
Halki si dhup brsat k baad, thori si khushi hr baat k baad, Isi tarh mubark ho ap ko, Azadi 1 din k baad.
Watan Hamara aise na chod paye koi, Rishta Hamara aise na Tod paaye koi, Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan, Hindustan hamara hai hum hai iski shaan.
Ye baat hawao ko bataye rakhna, Roshni hogi chirago ko jalaye rakhna, Lahu dekar jiski hifazat humne ki aise, TIRANGE ko sada Dil me basaye rakhna.
Watan hamara aise na chhor paaye koi, Rishta hamara aise na tod paaye koi, Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan, Hindustan hamara hai hm hai iski shaan. Vande Mataram.
Naa poochho jamaney ko, Kya hamari kahani hain, Hamari pehchaan to sirf ye hai, Ki hum sirf hindustani hain.
Khoon se khelenge holi, Agar watan mushkil mein hain, Sarfaroshi ki tamanna, Ab humarey dil mein hain, Aao milkar kare desh ko salam, Bolo mera bharat mahan.
Ishq toh karta hain har koyi, Mehboob pe marta hain har koyi, Kbhi watan ko mehbub bna kr deko, Tujh pe marega har koyi.
Chalo phir se aaj woh nazara yaad kar le, Shahido ke dil me thi vo jwala yaad karle, Jisme behkar azadi pahuchi thi kinare pe, Deshbhakto ke khoon ki vo dhara yad krle.
Kuchh nasha Tirange ki aaan ka hain, Kuch nasha Matrbhumi ki shaan ka hai, Hum lahrayenge har jagah ye Tiranga, Nasha ye Hindustan ki shaan ka hain.
Na maro sanam bewafa ke liye, Do gaz jameen nhi milegi dafan hone ke liye, Marna hain toh maro vatan ke liye, Hasina b duppta utar degi tere kafan ke liye.
Mera “Hindustan” mahan tha, Mahan hai aur mahan rahega, Hoga hausla sab k dilo me buland, To Ek din Pak b Jai Hind kahega.