Har Shayari Ka Jawab Ho Yeh To Koi Zaroori To Nahin!!! Har Sawal Ka Jawab Ho Yeh Koi Zaroori To Nahin!!! Har Dard Ki Dawa Ho Yeh Bhi Koi Zaroori To Nahin!!! Smajhane Wale Mil Jayein Warna Zindagi Bekar Hi Nahin!!!
Kyu mere liye koi Intzar karega,Apni Zindgi mere liye bekrar karega.Me kya hu Meri Hasti hi kya hai,Kya dekhkar humse koi Pyar karega
Woh roye to bahot par muh mod ke roye,Bade majbur honge jo dil tod ke roye,Hamare saamne kar diye hamari tasvir ke tukde,Baad me wohi tukde jod jod ke woh roye
नहीं जानता क्या नाम है तेरा ऐ हसीन गजल मुझसे मगर दो नर्गिसी आंखें तो मिलाती हो तुम
शायरी इस ओर से आता हूं मैं, उस ओर से आती हो तुम यूं रोज ही मेरे रू ब रू, आके गुजर जाती हो तुम
मरघट में जब हमने एक घर तलाश लिया दुनिया की लाशों के लिए मिसाल हो गए
शायरी भूख से जिंदगी में जब बेहाल हो गए जेहन, जिगर, गजल भी फटेहाल हो गए
शायरी मेरी आंखों के आंसू पे इतने सवाल करती हो तुम कैसे बताऊं क्या है रोने का सबब, ये मालूम नहीं
मैंने पूछा कि कहो प्यार है कि नहीं हां या ना के लिए इतना तरसाती हो
शायरी शायद मुझसे कुछ कहना चाहती हो जो भी जवाब है उसे क्यों छुपाती हो
Hawaon K Hath Ek Arman Bheja Hai Roshni K Zariye Ek Paigham Bheja Hai Fursat Milay To Qabool Ker Lena Is Nacheez Ne Piyara Sa Salam Bheja Hai
Meri Nigah-E-Kamal Ka Intikhab Ho Tum Wafa K Pholon Main Haseen Gulab Ho Tum Log Kehte Hain Doston Main Wafa Nahi Hoti Logon K Sab Sawalon Ka Jawab Ho Tum… Do Share with us more Sawal and jawab shayari in comments section below
Kaanto Ke Badle Phool Kya Doge Aansoon Ke Badle Khushi Kya Doge Hum Chahate Aap Se Umar Bhar Ka Saath Hamare Iss Sawal Ka Jawab Kya Doge
Har Ek Sawal Ka Usko Jawab Kya Dete Hum Apni Zaat Ka Usko Hisaab Kya Dete Jo Ek Lafz Ki Khushbo Na Rakh Saka Mehfooz Hum Us K Haath Mai Pori Kitaab Kya Dety
Jo Na Puch Pau Wo Sawal Puchna Chahta Hu Kitna Chahte Ho Aap Hme Wo Bat Puchna Chahta Hu Aur Ek Jawab Janna Chata Hu M Aapse Kya Aap Hme Sach M Dost Mante H Ye Bat Sirf Puchna Chata Hu
javāz koī agar merī bandagī kā nahīñ maiñ pūchhtā huuñ tujhe kyā milā ḳhudā ho kar
javāb soch ke vo dil meñ muskurāte haiñ abhī zabān pe merī savāl bhī to na thā
javāb detā hai mere har ik savāl kā vo magar savāl bhī us kī taraf se hotā hai
javāb aa.e na aa.e savāl uThā to sahī phir is savāl meñ pahlū na.e savāl ke rakh
is se behtar javāb kyā hogā kho gayā vo mire savāloñ meñ
ham kyā kareñ savāl ye sochā nahīñ abhī vo kyā javāb deñge ye dhaḌkā abhī se hai
ġham mujhe dete ho auroñ kī ḳhushī ke vāste kyuuñ bure bante ho tum nāhaq kisī ke vāste
dil se aatī hai baat lab pe 'hafīz' baat dil meñ kahāñ se aatī hai
bahut sī bāteñ zabāñ se kahī nahīñ jātīñ savāl kar ke use dekhnā zarūrī hai